Friday, June 19, 2009

sakht

sakht rahon m jo aasan safar lagta hai...
ye meri man ki duaaon ka asar lagta hai....
"Zalzale unche makanon ko hila dete hain..
.main to buniyad ka patthar hun mujhe khauf nahin...
"Hai ahtiyat munasib ghalat bayani se...
sawal achcha na ho to jawab mat dena...."
tadbeer se banaiye maiyare zndagi..
maahaul se hayat ka sauda na kijiye...
"muflisi ka hamne apni kuch is tarah rakha bharam..
.waste kam ker diye maghroor kehlane lage..."RAKHTI HAI....... "...................................................................................................................................................................................................

No comments:

Post a Comment