Favorite Sher May 18, 2007
gulfaam @ 1:10 pm
tAaroof k lie apne bus yahi aik baat kaafi haiwoh rusta chhor dete hain jo rusta aam hota hai
_______________________________________
ik tarz e taghaful hai so woh tum ko mubarak hoik arz e tamanna hai so woh hum kartey rahain gay
_______________________________________
khudara dil k zakhmon per kahin marham na rakh dayna,inhi zakhmon say roshan ki hay main nay zindagi apni !
———————————-
Khataein daikhta b hai wafain kum nai krta,samjh kuch nai atta k wo shaqz itna meherban kiun hai??.
_______________________________________
Ma’r bhee jaon tu kahan laug bhula hee dain gai…Lafz mairay, mairay honay kee gawahee dain gai…
_______________________________________
Dil Gumsum, Zuban Khamosh Yeh Aankhen Aj Num Kyun HaiJinhe Kabhi Paya Hi Na Tha Unhe Aaj Khone Ka Gum Kyun Hai
_______________________________________
zebt-a-gum koi asan kam nahe hai FARAZaag hoty hain wo anso jo piay jaty hain
_______________________________________
Adab ki baat hai warna aye Doost zara sochoo tooJo Shakhas suntaa hoo woo bool bhi saktaa hai…..
_______________________________________
aik naam kia likha tera sahil ki rait perrphir umer bhar samndar say meri dushmani rahi
_______________________________________
aap berham hi sahi baat to karlain hum sekuch na kehnay se muhabbat ka gumaan hota hai
_______________________________________
tum takullluf ko bhi ikhlaas samajhte ho Farazdost hota nahi hur haath milane waala
_______________________________________
Teri Kam Goi Kay Charchey Hein Zamanay Bhar Main …Kis Say Seekha Hay You Baaton Ki Wazahat Karna …
_______________________________________
AANKHEN KHULI TO JAAG UTHEEN HASRATEIN TAMAMLO UNKO B KHODIYA JINHEN PAYA THA KHUWAB MAIN
_______________________________________
Lipta Hua Kohar Mein Jaisy Khizaa’n Ka ChaandMailey Libaas Mein Bhi Woh Pyara Bohat Laga
_______________________________________
Main uss ko dekta rahta tha hairato se FarazYe zindagi se taaruff ki ibtedaa thi meri
_______________________________________
Bana kar gariboo ka hum bhes galibTamasha-e-ahel-e-karam dekhte hain.
_______________________________________
Jin se milkar zindagi se pyar hojaye wo logAapne shayad na dekhe hon magar aise bhi hain
_______________________________________
or kuch nahi hota to bhari barish maintujh se bichhrey huye raston pe safar karti hun
_______________________________________
Kiya maza daitii hay bijlee ki chamak mujhko AliMujh say Liptay hain meray naam say darnay walay
_______________________________________
haath uljhay huye resham mai phansa baithey hainab bata kaun se dhagay ko juda kis se karain
_______________________________________
Nahi hai taj – shahi ki zarooorutmeri maa ka mujhe saaya bohut hai
_______________________________________
Lipta Hua Kohar Mein Jaisy Khizaa’n Ka ChaandMailey Libaas Mein Bhi Woh Pyara Bohat Laga
_______________________________________
Tere chehre se nahi milti kisi ki surat,Hum jahaan me teri tasweer liye phirte hain.
_______________________________________
Yeh aur baat hay ke TARUF na ho sakaHUM Zindagi ke sath bohat door tak gaye…!!!
_______________________________________
ujalay apni yadon k humaray saath rehnay dona janay kis gali mai zindagi ki shaam hojaye.
_______________________________________
Ae khuda ret ke sehra ko samandar kar de,ya chalakti hui aankhon ko bhi pathar kar de,Aur kooch bhi mujhe darkaar nahi hai lekin,meri chaadar mere pairon ke barabar kar de.
______________________________________
Jalti Hai Meri Soch Ke Sho’loN Main ZindagiAur Zabt YouN Kiya Hai Ke PalkaiN Bhi Ter Nahi
______________________________________
Nasha Pila kay Girna to Sb ko Ata HaiMaza to Tab Hai k girton ko Tham ley Saqi
______________________________________
tu badalta hai tu baysakhta meree aankhienmeray haathoon ki lakeeron say oolagh jatee hain
———————————
ainey kee aankh bhee kuch kum na thee mere liyejaaney ub kya kya dikhaey ga tumhara dekhna———————————
Iss shart pe kheloon gi piya pyar ki baaziJeetoon tu tujhe paoon, haroon tu piya teri
———————————
khizan k hath lamha-e-jamal kasay a gayaye aj phir singhar ka khayal kasay a gayaapni hansi ko sun k ik bar tu main bhi chownk uthiye mujh main dukh chupanay ka kamal kasay a gaya
———————————
Woh eik rishta-e-be-naam bhee nahi lekinMein ab bhee us ke isharon pe sar jhukaoon gi
Jawaz dhoond raha tha nayi muhabbat kaWoh keh raha tha ke mein us ko bhool jaoon gi
———————————
Shayad kissi lakeer mein likha ho mera naamAi dost apna haath mujhay dekhnay to day———————————
Sochta hooon k bahoot sada-0-masoom hai wo, Main abhi uss ko shanasa-e-mohabbat na karoo....! Rooh ko us ki aseer-e-gham-e-ulfat na kroon.....! Woh mohabbat ki bhala taab kaha laye gi.....!
ReplyDeleteHas been copied from my collection
ReplyDeletehttp://www.shayeri.wordpress.com/favorite-sher/
:)
:)